hi friends...
aj kal bloging online earning ka ek badhiya tarika hai.. har koi blogger apne blog se earning karne ke bareme sochta hai.. par jab koi naya bloger blog banata hai.. to vah blog ke bareme jyada kuch nahi janta hai... is liye use thodi bahut pareshaniyoka samna karna padta hai... jisme se ek hai..
blog me earning ka option nahi aata....
kuch is tarah
aaj me ap se is bareme bataunga kuch naye bloger blog banate hai aur blog me vo bahot sari post bhi dal lete hai... lekin kai bar esa hota hai ki unke blog ke dashbord me earning ka option hi nahi dikhai deta.. is ke thode bahot simpel reasun hote hai.. jo ki ek simple si seting se dur ho sakte hai.. dosto aj me apko isi bareme bataunga.. aap ise stap by step kare to apki problem 100% dur ho jayegi..
step : 1 - apne blog ke deshbord pe jaye..
step :2 - apne blog deshbord par drop down ero par click kare.. aur jis blog me sating karni hai vo blog selact kare..
step:3- seting pe jaye,.. uspe click kare ...
step:4- language and formating par click kare..
step:5- language bar me ENGLISH selact kare..
.
step:6- aour right side me upar save setings par click karke sating save karle...
.
.......... bas ho gaya... apne bloger deshbord ko refresh karle... erning ka option aa gaya hai...
............. thanks
by... rakesh rathod